Zyada Protein Aur Kam Fat Wala Breakfast | High Protein And Low Fat Breakfast

Zyada Protein Aur Kam Fat Wala Breakfast | High Protein And Low Fat Breakfast

high protein low fat breakfast, high protein low fat breakfast in hindi, how to cook high protein breakfast in hindi, non veg low fat breakfast, non veg low fat breakfast in hindi, zyada protein wala breakfast, zyada protein wala breakfast kaise banaye, zyada protein aur kam fat wala breakfast kaise banaye, best breakfast for gymmers, zyada protein aur kam carbs wala breakfast, zyada protein aur kam fat wali dishes, zyada protein wala khana, zyada protein wala lunch, zyada protein wali cheezein

Hello Doston Main Umeed Karta Hu Ke Aap Sab Khairiyat Se Honge, Aaj Hum High Protein and Low Fat Breakfast Ke Baare Mein Dekhenge.



Doston Jahana Gym aur Health Ki Baat Aati Hai Waha Har Doctor aur Nutritionist Humko Healthy Foods Khane Ki Salah Dete Hai aur Breakfast Mein Healthy Foods Khane Kehte Hai aur Breakfast  Humko Sabse Best Karna Chahiye Full Day Meal Mein.

Also Read : India Mein Kaise Fake Job Companies Chalti Hai

Chalo Aaj Hum Apko Best Breakfast Recipie Batatein Hai Lekin Ye Sirf “Non-Vegetarian” Logon Ke Liye Hai, Lekin Hum “Vegetarian” Logon Ke Liye Bhi Bohat Jald Ek Best Receipie Likhenge.

Also Read : Apne Android Phone Ko Kaise Root Kare

Ye Recipie Lean Body Bulking, Fat Loss Ke Liye Bohat Fayde Mand Hai.



Best Breakfast for Lean Bulking

Ingredients :

1. 5 Eggs White

2. 1 Whole Egg

3. Ginger & Garlic Paste

4. 1 Tsp ( 4.5g ) Olive Oil or Sunflower Oil

5. Salt

Instruction :

Sabse Pehle Ek Bowl Le aur Usmein 5 Eggs White and 1 Whole Egg Le Tod Ke Daal Le.

Usmein Ab Apne Taste Ke Hisab Se Salt and Ginger & Garlic Paste Daal Ke Acche Se Mix Karle.

Also Read : WhatsApp Dark Mode

Ab Gas On Karle aur Uske Baad Fry Pan Le aur Usmein Olive Oil ya Sunflower Oil Le aur Usko Cotton Se ya Brush Se Acchi Tarah Se Fry Pan Pe Laga Le, Uske Baad Low Flame (Dheemi Aanch) Pe Fry Pan Ko Rakh De aur Jab Oil Halka Sa Garam Hojaye Tab Usmein Apne Ne Bowl Mein Eggs Mix Kar Ke Rakha Hai Usse Daal De.

Eggs Ko Pehle Ek Side Se Light Brown Karle aur Fir Usko Dusri Side Se Bhi Light Brown Karle aur Fir Usse Plate Mein Nikal Le.

Ab Aap 2 Brown Breads Le aur Aapne Jo Omelette Banaya Hai Usmein Acche Se Daal De aur Apko Agar Chatni Lena Hai Toh Sabse Best Hari Dhaniye aur Coconut Ki Chatni Ke Saath Le.

Aap Eggs Pe Chat Masala Bhi Daal Sakte Hai. ( Optional )

Nutrition Value :

5 Eggs White : 20 Grams Protein, 90 Gram Calories, 0 Carb and 0 Fat.

1 Whole Egg : 6 Grams Protein, 80 Calories, 5 Grams Fat and 0 Carb.

1 Tsp Olive Oil : 4.5 Grams Healthy Fat and 40 Calories.

2 Brown Bread : 6 Grams Protein, 140 Calories, 14 Grams Carb and 1.6 Grams Fat.

Total32 Grams Protein

             350 Calories

             14 Grams Carb

             11.1 Grams Fat

I Hope Friends Apko Ye Post Pasand Aayi Hogi, Please Iss Post Ko Apne Gym Karne Wale Doston Ke Saath Share Kare. Thankyou So Much.

0 Comments