High Protein Vegetarian Foods List | Protein Rich Food | Vegetarian

High Protein Vegetarian Foods List | Protein Rich Food | Vegetarian

Hey Guys, aaj mein apko bataunga ke 'high protein vegetarian foods' konse hai aur ye saare foods rich protien foods hai aur sab vegetarian hai.

Vegetarian Diet, high protein vegetarian foods, most protein rich veg food, high protein vegetarian foods list, vegetarian, protein rich food, 'vegetarian' foods is best for health here are some 'high protien vegetarian foods list' and 'most protein rich foods', protein rich foods, high protein foods in india,

Vegetarian Diet

'Vegetarian Diet' health ke liye acchi hoti hai aur 'Vegetarian Diet' maintain karna chahe wo paise hee kyu na ho wo bohat kam lagte hai aur 'Vegetarian Diet' mein hum kuch 'High Protein Vegetarian Foods' add karde toh hamari lifestyle kuch aur hee hoga..........

'high protein vegetarian foods' ki ye kuch list hai.

  • Spinach (Palak)
Palak Ek Bohat Accha Source Hai Protein, Vitamin A and C, Antioxidant and Heart-Healthy Folate Ke Liye, Ek Cup Palak Apko Ek Hard Boiled Egg Jitna Protein Deta Hai.
1 Cup Cooked Spinach Mein 41 Calories Hoti Hai aur 5 Grams Protein Hota Hai.



  • Broccoli
Broccoli Ek Behtareen Source Hai Vegetarian Protein Ke Liye, Broccoli Mein Bohat Saare Nutrients Hotey Hai Jaise Ke Vitamin C, Vitamin K, Fibre, Potassium and Bohat Saare Bioactive Nutrients Hotey Hai Jo Apko Cancer Se Bhi Ladne Mein Help Karte Hai.
1 Cup Broccoli Mein 2.6 Grams Protein Hotey Hai aur Sirf 31 Calories Hoti Hai.

Also Read : High Protein Diet For Men and Women

  • Cauliflower (Gobhi)
Cauliflower (Gobhi) Ek Aisa Food Hai Jo Ke Ek Person Kitni Bhi Quantity Mein Consume Kar Sakta Hai, Specially Tab Jab Aap Apni Body Ke Fat Ko Kam Karna Chahte Hai, Iss Vegetable Mein Bohat Saara Protein Hai aur Bohat Kam Calories Hai aur Carbs Bhi Kam Hai aur Ismein Phytonutrient Sulforaphane Hote Hai Jo Cancer Se Ladne Mein Help Karte Hai aur Ismein Bohat Acchi Mikdar Mein Vitamin C Hota Hai.
1 Cup Chopped Cauliflower Mein 27 Calories Hoti Hai aur 2 Grams Protein Hota Hai.

Also Read : Benefits and Uses of Castor Oil | Best For Hair Loss and Skin

  • Brussels Sprouts (Bandgobhi)
Brussels Sprouts Mein Bohat Kam Calories Hoti Hai aur Bohat Zyada Protein Hota Hai aur Bohat Saare Fibre and Vitamins Hote Hai, Ismein Kaempferol Hota Hai Jo Ke Cancer Se Ladne Mein Help Karta Hai aur Heart Health Ko Improve Karta Hai aur Badan Ki Soojan Ko Kam Karta Hai.
1 Cup Cooked Brussels Sprouts Mein 56 Calories aur 4 Grams Protein Hota Hai.


  • Lentils (Masoor Ki Daal)
Lentils (Masoor Ki Daal) Ek Bohat Accha Plant-Based Protein Source Hai.
Masoor Ki Daal Mein Bohat Saare Fibre, Magnesium, Potassium, Iron, Folate and Bohat Saare Nutrients Hotey Hai Jo Apko Health Ke Liye Acche Hai.
1 Cup Boiled Masoor Ki Daal Mein 18 Grams Protein Hota Hai aur 230 Calories Hoti Hai.

Also Read : Benefits of Green Tea | Best for Fat Loss

'most protein rich veg food' ki ye kuch details hai shayed apko pasand aaye please share if you like.

Note : Iss Post Mein Jo Bhi Information Hai Wo General Information Purpose Ke Liye Hai, Hamari Koi Bhi Zimmedari Nahi Hogi Agar Apne Isko Professional Medical Advice Ke Liye Use Kiya Toh.
Agar Apko Apni Diet Mein Changes Karne Hai Toh Hamesha Apne Doctor Se Mashwara Kar Le.
Apko Hamari Ye Post Pasand Aayi Ho Toh Please Hamari Iss Post Ko Apne Friends Ke Saath Zaroor Share Kare. Thank-You.

0 Comments